SEARCH RESULTS
Showing search results for "daqiiq"
Ghazal MATCHES FOR "daqiiq"
Ghazal
itnii daqiiq shai ko.ii kaise samajh sake
yazdaa.n ke vaaqi.aat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ilaaj-e-zof-e-yaqii.n in se ho nahii.n saktaa
Gariib agarche hai.n 'raazii' ke nukta-haa-e-daqiiq
Allama Iqbal
Ghazal
maktuub me.n ibaarat-e-ra.ngii.n likho 'muniir'
fiqre nahii.n pasand daqiiq-o-saliis ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
mai.n vaise sher huu.n vo bhii daqiiq lafzo.n kaa
kyaa tere vaaste saada-bayaaniyaa.n ho jaa.uu.n
Osaama ameer
Ghazal
hunar-navaaz tah-e-qabr jaa chuke 'farhat'
daqiiq lafzo.n me.n ab rasm-e-dil adaa na karuu.n
Waseem Farhat Alig
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
fikr me.n muu-e-kamar kii tire hairaan rahe
vahii daqqaaq jo khii.nche hai sadaa baal kii khaal