SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-asl"
Ghazal MATCHES FOR "dar-asl"
Ghazal
Adnan Akhtar Azmi
Ghazal
pata nahii.n hai ki ham ko dar-asl kyaa pata hai
ki ham ko dar-asl jo pata hai pata nahii.n hai
Nivesh Sahu
Ghazal
sab log kahaanii me.n hii masruuf rahe the
dar-asl adaakaar haqiiqat me.n mare the
Danish Naqwi
Ghazal
vafuur-e-aarzuu dar-asl zindagaanii hai
tamannaa martii hai tab intiqaal hotaa hai
Shahzad Qais
Ghazal
dar-asl barshgaal ke tum aaftaab the
barsaat jab hu.ii to sahaabo.n me.n kho ga.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
zindagii ne tire milne kaa bahaana samjhaa
varna dar-asl qayaamat hai na milnaa teraa
Ravish Siddiqi
Ghazal
KHaamushii 'nasr' hai dar-asl zahaanat kii daliil
apne haalaat ko aKHbaar na hone diije