SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-be-dard"
Ghazal MATCHES FOR "dard-e-be-dard"
Ghazal
kabhii nashaat kabhii dard-e-be-karaa.n guzre
bas ek mujh pe hii lamhaat-e-imtihaa.n guzre
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
dil kii aarzuu thii dard dard-e-be-davaa paayaa
kyaa savaal thaa meraa aur kyaa javaab un kaa
Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
dard-e-be-dard hai behis hai.n hiso.n ke paikar
dil kii aavaaz hai shiisho.n ko bhii patthar kahiye
Asrar Akbarabadi
Ghazal
ab ai be-dard kyaa is ke liye irshaad hotaa hai
phir apnii KHaak se paidaa dil-e-barbaad hotaa hai
Seemab Akbarabadi
Ghazal
kis quvvat-e-be-dard kaa iz.haar hai duniyaa
har dil ko gilaa hai ki dil-aazaar hai duniyaa
Nazeer Siddiqui
Ghazal
but-e-be-dard kaa Gam monis-e-hijraa.n niklaa
dard jaanaa thaa jise ham ne vo darmaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
ishq se tabii.at ne ziist kaa mazaa paayaa
dard kii davaa paa.ii dard-e-be-davaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
matn-e-ziist to saaraa be-numuud lagtaa hai
dard-e-be-nihaayat kaa haashiya na hone se
Pirzada Qasim
Ghazal
jaagaa hu.aa hai dil me.n ko.ii dard-e-be-karaa.n
lorii sunaa rahaa huu.n magar so nahii.n rahaa
Farrukh Adeel
Ghazal
hamesha jis se pahu.nchtaa rahe thaa dil ko alam
hazaar shukr ki vo dard-e-be-davaa na rahaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tujh ko bhii zindagii ne diyaa dard-e-be-karaa.n
mai.n bhii Gam-e-hayaat kaa lazzat-chashiida huu.n
Parkash Nath Parvez
Ghazal
mil jaa.e aablo.n ko daad-e-musaafirat ab
ab dard-e-be-navaa.ii kuchh had se bhii sivaa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
is jahaan-e-aarzuu me.n aashnaa ko.ii na thaa
thaa agar kuchh aashnaa to dard-e-be-aaraam thaa