SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-daraazii"
Ghazal MATCHES FOR "dast-daraazii"
Ghazal
ai shoKH terii dast-daraazii se nashshe me.n
garduu.n tak aaftaab kii pag.Dii uchhal ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ka.abe me.n bhii vahshat kii rahii dast-daraazii
sad-chaak kiyaa jaama-e-ehraam hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
yuu.n mast nigaaho.n se na kar dast-daraazii
pairaahan-e-tamkii.n kii masak jaa.e na cholii
Maikash Akbarabadi
Ghazal
achchhii ye tasavvur kii nahii.n dast-daraazii
a.ngiyaa kahii.n is but kii masak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
ham dast-daraazii ke to qaa.il nahii.n saaqii
hisse me.n hamaare bhii agar mai ho to chhalke
Riyasat Ali Taj
Ghazal
karo na dast-daraazii KHudaa ke bando.n par
hai naam us kaa shujaa.at to buzdilii kyaa hai
Barqi Azmi
Ghazal
saaqii hai shab kii dast-daraazii kaa kyaa gila
pyaare jo be-KHudii me.n hu.aa mo'tabar nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
haa.e vo vasl kii shab dast-daraazii merii
us kaa kahnaa ki Thahar jaa abhii aafat kyaa hai
Gustakh Rampuri
Ghazal
haalaat ne kii jaan ke jab dast-daraazii
har sulh kaa pahluu hii jhaga.Dne ke liye thaa
Hanif Tarin
Ghazal
shaana kii dast-daraazii hai sitam kaa baa'is
roz kaT jaate hai.n naahaq yuu.nhii.n do-chaar ke haath
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
terii ai vahshat-e-dil dast-daraazii na ga.ii
ba.ad-e-murdan bhii kafan me.n na ko.ii taar rahaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
aa.e.n ham dast-daraazii pe to maiKHaane se
silsila anjuman-e-sarv-o-saman tak pahu.nche
Sirajuddin Zafar
Ghazal
ham ahl-e-jabr ke naam-o-nasab se vaaqif hai.n
saro.n kii fasl jab utrii thii tab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
bharam daraazii-e-daamaan-e-yaar kaa na rahaa
ajiib kaam mire dast-e-naa-rasaa se hu.aa
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
kisii kii ishva-garii se ba-Gair-e-fasl-e-bahaar
sabhii kaa chaak girebaa.n hai dekhiye kyaa ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
vaqt baptisma kare aab-e-sitaara se use
dast-e-duniyaa kii daraazii se nikaltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
hujuum-e-gul me.n rahe ham hazaar dast daraaz
sabaa-nafas the kisii par giraa.n nahii.n guzre
Sirajuddin Zafar
Ghazal
gul tujhe dekh ke gulshan me.n kahe.n umr daraaz
shaaKH ke badle vahii.n dast-e-du.aa paidaa ho