SEARCH RESULTS
Showing search results for "dat"
Ghazal MATCHES FOR "dat"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
rakhtaa hai KHud se kaun hariifaana kashmakash
mai.n thaa ki raat apne muqaabil hii DaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
yaa KHalaa par hukmaraa.n yaa KHaak ke andar nihaa.n
zindagii DaT kar anaasir ke muqaabil aa ga.ii
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
hame.n Daraayaa gayaa kab sikhaayaa DaT jaanaa
ham aise log faqat aajizii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
mai.n jaag jaag ke raate.n guzaarne vaalaa
ik aisii raat bhii aatii hai DaT ke sotaa huu.n
Ameer Imam
Ghazal
phir ye hu.aa ki log dariicho.n se haT ga.e
lekin vo gard thii ki dar-o-baam aT ga.e
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
ai duniyaa tere raste se haT jaa.e.nge
aaKHir ham bhii apne saamne DaT jaa.e.nge
Akhtar Shumar
Ghazal
tab sair dekhe ko.ii baaham la.Daa.iiyo.n ke
khii.nche ho.n vo to teGaa aur ham bhii DaT rahe ho.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
is zindagii kii ja.ng me.n har ik mahaaz par
mere muqaable me.n mirii zaat DaT ga.ii
Sibt Ali Saba
Ghazal
KHud apne saamne DaT jaatii hai.n jo shaKHsiyate.n
vo jiit.tii hai.n kisii se na haaraa kartii hai.n
Shehpar Rasool
Ghazal
sab kii zabaa.n pe mast-kalandar ho dam-ba-dam
phir us ke baa'd raat me.n DaT kar dhamaal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
jitnii ne.amate.n ho.ngii KHuub DaT ke khaa.egaa
phir hame.n qanaa.at kaa vo sabaq pa.Dhaa.egaa
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
meraa da.avaa hai ki haalaat badal jaa.e.nge
saamnaa aap jo haalaat kaa DaT kar kiije