SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e shefta shefta mustafa khan ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "deewan e shefta shefta mustafa khan ebooks"
Ghazal
uTh sub.h hu.ii murG-e-chaman naGma-e-saraa dekh
nuur-e-sahar-o-husn-e-gul-o-lutf-e-havaa dekh
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
jo kuu-e-dost ko jaa.uu.n to paasbaa.n ke liye
nahii.n hai KHvaab se behtar kuchh armuGaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
thaa Gair kaa jo ranj-e-judaa.ii tamaam shab
nii.nd un ko mere saath na aa.ii tamaam shab
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kahuu.n mai.n kyaa ki kyaa dard-e-nihaa.n hai
tumhaare puuchhne hii se ayaa.n hai
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
dast-e-aduu se shab jo vo saaGar liyaa kiye
kin hasrato.n se KHuun ham apnaa piyaa kiye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
hai bad balaa kisii ko Gam-e-jaavedaa.n na ho
yaa ham na ho.n jahaa.n me.n KHudaa yaa jahaa.n na ho
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kaun se din tirii yaad ai but-e-saffaak nahii.n
kaun sii shab hai ki KHanjar se jigar chaak nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
asar-e-aah-e-dil-e-zaar kii afvaahe.n hai.n
ya.anii mujh par karam yaar kii afvaahe.n hai.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
gah ham se KHafaa vo hai.n gahe un se KHafaa ham
muddat se isii tarah nibhii jaatii hai baaham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
roz KHuu.n hote hai.n do-chaar tire kuuche me.n
ek ha.ngaama hai ai yaar tire kuuche me.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
shoKHii ne terii lutf na rakkhaa hijaab me.n
jalve ne tere aag lagaa.ii naqaab me.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
dekhuu.n to kahaa.n tak vo talattuf nahii.n kartaa
aare se agar chiire to mai.n uf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
idhar maa.il kahaa.n vo mah-jabii.n hai
falak ko mujh se kyuu.n parKHaash-o-kii.n hai