SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhanda"
Ghazal MATCHES FOR "dhanda"
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kiijiyegaa rahzanii kab tak ba-naam-e-rahbarii
ab se behtar aap ko.ii duusraa dhandaa kare.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
tuu idhar kaise are chaa.ndnii suurat vaale
ye vo dhandaa hai jo aa.nkho.n me.n jalan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
huzuur chho.Diye ye amn-o-vamn kii baate.n
siyaasii logo.n kaa dhandaa KHaraab hotaa hai
Dipak Prajapati Khaalis
Ghazal
siyaasat se ham ko tumhe.n kyaa milegaa
ye dhanda hai jis kaa usii kaa bhalaa ho
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
kal bhii isii dayaar me.n thaa raushnii kaa qaht
aisaa magar charaaG kaa dhandaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
dhandaa kiye hai.n aap hii baaruud kaa miyaa.n
aur baat kar rahe hai.n jii amn-o-amaan kii
Syeda Arshia Haq
Ghazal
Aziz Qaisi
Ghazal
agar mai.n raah-e-siyaasat me.n paa.nv rakkhuu.ngaa
use kamaane kaa dhandaa nahii.n banaa.uu.ngaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
jise masnad kii chaahat ho ga.ii hai
vahii laasho.n kaa dhandaa kar rahaa hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
paapa.D to sabhii chhoTe ba.De bel chukaa huu.n
kaunain kaa bas rah gayaa dhandaa mire aage
T N Raaz
Ghazal
yaaro jaa.o aur ko.ii dhandaa socho
merii vus.at mat naapo mai.n sahraa huu.n
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
ik vahshat-e-hastii hai dhandaa mujhe duniyaa kaa
kuchh dhuul u.Daanii hai kuchh dhuul u.Daa lii hai
Shakir Naiti
Ghazal
apnii aa.nkhe.n bech rahaa huu.n saste me.n
kis ko ab KHvaabo.n kaa dhandaa karnaa hai