SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhanda"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dhanda"
Ghazal
kiijiyegaa rahzanii kab tak ba-naam-e-rahbarii
ab se behtar aap ko.ii duusraa dhandaa kare.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
tuu idhar kaise are chaa.ndnii suurat vaale
ye vo dhandaa hai jo aa.nkho.n me.n jalan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
dhandaa
धंदा دَھنْدا
an illegal trade, immoral or dubious occupation, questionable practice
Sanskrit
MORE MATCHES FOR "dhanda"
Ghazal
huzuur chho.Diye ye amn-o-vamn kii baate.n
siyaasii logo.n kaa dhandaa KHaraab hotaa hai
Dipak Prajapati Khaalis
Mazahiya
KHarche ke liye dhanda smuggling kaa hai achchhaa
kis shai kii smuggling ho abhii Gaur karuu.ngaa
Syed Salman Gilani
Ghazal
kal bhii isii dayaar me.n thaa raushnii kaa qaht
aisaa magar charaaG kaa dhandaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
siyaasat se ham ko tumhe.n kyaa milegaa
ye dhanda hai jis kaa usii kaa bhalaa ho
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
agar mai.n raah-e-siyaasat me.n paa.nv rakkhuu.ngaa
use kamaane kaa dhandaa nahii.n banaa.uu.ngaa




