SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhang"
Ghazal MATCHES FOR "dhang"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Dha.ng kii baat kahe ko.ii, to boluu.n mai.n bhii
matlabii huu.n, kisii matlab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham dekhne kaa Dha.ng samajhte rahe 'adiim'
itne me.n zindagii kaa tamaashaa guzar gayaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
andaaz mujh se aur hai.n dushman se aur Dha.ng
pahchaan mujh ko apnii paraa.ii qazaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
mat kar ajab jo 'miir' tire Gam me.n mar gayaa
jiine kaa is mariiz ke ko.ii bhii Dha.ng thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
har ek baar na.e Dha.ng se sajaa.e.n tujhe
hamaare haath jo phuulo.n kii Daal aa jaa.e
Wasi Shah
Ghazal
kyuu.n paTaktaa hai sar sang se jii jalaa Dha.ng se
dil hii ban jaa.egaa KHud sanam sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Ghazal
jaane kis rang se ruuThegii tabii.at us kii
jaane kis Dha.ng se ab us ko manaanaa hogaa
Anwar Masood
Ghazal
ye merii baat Galat Dha.ng se sunaate hai.n
kuchh aur mai.n ne kahaa thaa ye kuchh bataate hai.n
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sar salaamat liye lauT aa.e galii se us kii
yaar ne ham ko ko.ii Dha.ng kii KHidmat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aap is Dha.ng se amrit bhii nahii.n pii sakte
jis hunar-mandii se ham ashk-e-nafas piite hai.n