SEARCH RESULTS
Showing search results for "dho.D"
Ghazal MATCHES FOR "dho.D"
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ro-dho ke vo bhii ho gayaa KHaamosh ek roz
do-chaar din me.n ra.ng-e-hinaa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
haath dho dil se yahii garmii gar andeshe me.n hai
aabgiina tundi-e-sahbaa se pighlaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii to yuu.n bhii uma.nDte sarishk-e-Gam 'majruuh'
ki mere zaKHm-e-tamannaa ke daaG dho dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
roz ham ashko.n se dho aate hai.n diivaar-e-haram
pag.Diyaa.n roz farishto.n kii uchhaal aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
har saal zard phuulo.n kaa ik qaafila rukaa
us ne jahaa.n pe dhuul aTe paa.nv dho.e the
Bashir Badr
Ghazal
har ek zaKHm ko ashko.n se dho ke chuum liyaa
mai.n aise Thiik hu.aa us kii dekh-bhaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
qaatil ne kis safaa.ii se dho.ii hai aastii.n
us ko KHabar nahii.n ki lahuu boltaa bhii hai
Iqbal Azeem
Ghazal
yuu.n hasrato.n ke daaG mohabbat me.n dho liye
KHud dil se dil kii baat kahii aur ro liye