SEARCH RESULTS
Showing search results for "diidaar-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "diidaar-e-yaar"
Ghazal
zer-e-zamii.n huu.n tishna-e-diidaar-e-yaar kaa
aalam vahii hai aaj talak intizaar kaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jigar me.n soz hai diidaar-e-yaar se pahle
chaman me.n aag lagii hai bahaar se pahle
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
vatan ke naam hai 'diidaar' zindagii apnii
vatan ke saamne ye jism-o-jaan kuchh bhii nahii.n
Deedar Bastawi
Ghazal
jin ko ho jaam-e-shahaadat kii talab 'diidaar' phir
vo nahii.n aate palaT kar jang ke maidaan se
Deedar Bastawi
Ghazal
Deedar Bastawi
Ghazal
kinaaraa KHvaab ko hai chashm-e-tar se aashiq ke
KHayaal-e-jalva-e-diidaar-e-yaar kaise ho
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
bujhtii nahii.n hai tishnagii diidaar-e-yaar kii
nazro.n se un ke laakh pilaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
nazar se zarro.n ko ulTaa galo.n ko chaak kiyaa
magar mai.n sar-KHush-e-diidaar-e-yaar ho na sakaa
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
Ehsas Muradabadi
Ghazal
dekhiye kab tak nazar bazm me.n bhaTkaa kare
hasrat-e-diidaar-e-yaar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye ashk is liye bahte hai.n merii aa.nkho.n se
kiyaa hai KHvaahish-e-diidaar-e-yaar aa.nkho.n ne
Ibrahim Noori
Ghazal
mat buraa kahnaa use ai hasrat-e-diidaar-e-yaar
der se aana puraanii us kii aadat hai to hai
Zaki Hashmi
Ghazal
hu.aa hai maan-e-diidaar-e-yaar parda-e-chashm
khulii jo aa.nkh to kuchh darmiyaa.n hijaab nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
haa.n agar maqsuud ho diidaar-e-yaar
tab KHalaa aur faasla kuchh bhii nahii.n
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
du.aa.e.n kartaa huu.n diidaar-e-yaar kii lekin
ajab ye hai ki qayaamat kaa intizaar nahii.n