SEARCH RESULTS
Showing search results for "diidaar-e-yaar"
Nazm MATCHES FOR "diidaar-e-yaar"
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
ye kas dayaar-e-adam me.n muqiim hai.n ham tum
jahaa.n pe muz.daa-e-diidaar-e-husn-e-yaar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
chand ki fariyaad
rasm-e-diidaar-e-hilaal-e-iid, afsaana hu.ii
baam par us dam cha.Dhe, jis vaqt farzaana hu.ii
Khalid Irfan
Nazm
nawed-e-safar
dil me.n armaan nahii.n aag kaa dariyaa le kar
aa.nkh me.n hasrat-e-diidaar-e-tamaasha le kar
Badr Wasti
Nazm
kahan hai aa ja
roz-o-shab muntazir-e-diid-e-ruKH-e-yaar huu.n mai.n
dil hai vaqf-e-Gam-e-aalaam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
taKHliq
muu-qalam halqa-e-abruu ko banaa de KHanjar
lafz nauho.n me.n raqam mad.h-e-ruKH-e-yaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jo hum pe guzri
qaafile manzil-e-maqsuud ko jaa pahu.nche hai.n
marhale qurb-e-lab-e-yaar ke aa pahu.nche hai.n
Muslim Shameem
Nazm
KHizan ke git
abhii to anjuman-e-mehr-o-maah bikne do
abhii naqaab-e-ruKH-e-husn-e-yaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
payaam-e-diida-e-afsaana-kaar chho.D gayaa
hikaayat-e-KHam-e-gesuu-e-yaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
shoara-e-qaum se KHitab
ai shaa.iraan-e-qaum zamaana badal gayaa
par misl-e-zulf-e-yaar tumhaaraa na bal gayaa
Shah Deen Humayun
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shahidon ko salam
tauq-o-rasan ko naam diyaa zulf dost kaa
zindaa.n ko saaya-e-mizha-e-yaar kah ga.e