SEARCH RESULTS
Showing search results for "dikhaave"
Ghazal MATCHES FOR "dikhaave"
Ghazal
mohabbato.n me.n dikhaave kii dostii na milaa
agar gale nahii.n miltaa to haath bhii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kis kaam kii rahii ye dikhaave kii zindagii
vaade kiye kisii se guzaarii kisii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Gaalib ki deve quvvat-e-dil is za.iif ko
tinke ko jo dikhaave hai pal me.n pahaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
banjaare hai.n rishto.n kii tijaarat nahii.n karte
ham log dikhaave kii mohabbat nahii.n karte
Naseem Nikhat
Ghazal
KHairiyat puuchhtaa hai sirf dikhaave ke liye
vo mire haal se anjaan nahii.n hotaa hai
Himanshi Babra
Ghazal
hu.e anaa ke dikhaave se log sar afraaz
anaa ne sar ko uThaa kar kiyaa hame.n paamaal
Haneef Kaifi
Ghazal
'qaisar' hu.ii na ham se dikhaave kii dostii
kaaGaz ke phuul le ke kisii se mile na ham
Qaisarul Jafri
Ghazal
hamaaraa pyaar dikhaave kaa pyaar tho.Dii hai
KHuluus-e-dil hai ko.ii ishtihaar tho.Dii hai
Zameeruddin Sajid
Ghazal
bahut se kaam dikhaave ke kar rahaa thaa mai.n
KHudaa kaa shukr ibaadat nahii.n hu.ii mujh se
Jahanzeb Sahir
Ghazal
badal chukaa thaa vo apnaa mizaaj mere liye
magar dikhaave ko ik be-ruKHii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
ye jo aflaak ke aa.nsuu hai.n dikhaave ke hai.n bas
ham to baarish ke barasne me.n nahii.n aa.e.nge
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
bas ab to rah ga.ii hai dikhaave kii zindagii
saa.nso.n ke taar taar me.n ek irti.aash hai
Afzal Minhas
Ghazal
har taraf ye hii tamaasha chal rahaa hai
ishq me.n jhuuTaa dikhaavaa chal rahaa hai