SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-aavez"
Ghazal MATCHES FOR "dil-aavez"
Ghazal
barmalaa husn-e-dil-aavez kaa qissa na sunaa
chaak-e-daaman na dikhaa 'uzr-e-zulaiKHaa na sunaa
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
kabhii sanjiidgii se dekh dil-aavez hote hai.n
vahii lahje jo KHanjar se ziyaada tez hote hai.n
Irshad Anjum
Ghazal
Harshit Mishra
Ghazal
jo dil-aavez hai us zulf-e-girah-giir kii buu
aisii aalam me.n kisii kii nahii.n taasiir kii buu
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
mai.n aa.nkh jhapaktaa huu.n to manzar nahii.n rahtaa
ai husn-e-dil-aavez ajab muKHtasrii hai
Yunus Tahseen
Ghazal
mere mahbuub-e-dil-aavez bataa de itnaa
mujh se kis shai kii talabgaar hai.n terii aa.nkhe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
haft-rangii hai tiraa pairahan-e-dil-aavez
tuu ne dekhe hai.n dhanak-rang zamaane kyaa kyaa
Mohammad Haneef Katib
Ghazal
jis KHvaab me.n ruu-posh ho jiine kii tamannaa
vo KHvaab-e-dil-aavez bikharne nahii.n denaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
vo samajhtaa hai Gazal jis ke liye kahtii huu.n
mere ash.aar-e-dil-aavez me.n gahraa.ii hai
Iram Ansari
Ghazal
un siyah zulfo.n ko allaah salaamat rakkhe
daam-e-nau shahr-e-dil-aavez me.n iijaad na ho
Shadab Javed
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
is shahr-e-dil-aavez me.n dil vaalo.n kaa sikka
pahle bhii chalaa aaj bhii chal jaa.egaa saa.ii.n
Rasheed Qaisrani
Ghazal
vo ham se nahii.n milte ham un se nahii.n milte
ik naaz-e-dil-aavez idhar bhii hai udhar bhii
Yagana Changezi
Ghazal
vo jo dil dene se inkaar kiyaa kartaa hai
mai.n ne ik lams-e-dil-aavez kii dhamkii dii hai
Khalid Mubashshir
Ghazal
logo mirii gul-kaari-e-vahshat kaa sila kyaa
diivaane ko ik harf-e-dil-aavez bahut hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
vo KHuun-e-tamannaa sahii har naqsh-e-vafaa me.n
ik rang-e-dil-aavez to bhar jaa.e.nge ham bhii
Mustafa Rahi
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
ye karb-e-raa.egaanii-e-imkaa.n bhii hai magar
teraa bhii ik KHayaal-e-dil-aavez mujh me.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
chaTak ke kahte hai.n tum se ye Guncha-haa-e-chaman
hamaaraa husn-e-dil-aavez rang-o-buu tum ho