SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-be-iKHtiyaar"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-be-iKHtiyaar"
Ghazal
paaband-e-hukm-e-girya-e-be-iKHtiyaar huu.n
mai.n sail-e-aabshaar huu.n abr-e-bahaar huu.n
Bekhud Mohani
Ghazal
dekhaa to thaa yuu.nhii kisii Gaflat-shi.aar ne
diivaana kar diyaa dil-e-be-iKHtiyaar ne
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jurm-e-guzishta afv kun o maajraa mapurs
maaraa hu.aa huu.n is dil-e-be-iKHtiyaar kaa
Yagana Changezi
Ghazal
ahd-e-maayuusii jahaa.n tak saazgaar aataa gayaa
apne-aape me.n dil-e-be-iKHtiyaar aataa gayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
mirii bahaar-o-KHizaa.n jis ke iKHtiyaar me.n hai
mizaaj us dil-e-be-iKHtiyaar kaa na milaa
Yagana Changezi
Ghazal
aaj sunte hai.n ki mere ghar vo yaar aane ko hai
apne qaabuu me.n dil-e-be-iKHtiyaar aane ko hai
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
kaam aaKHir jazba-e-be-iKHtiyaar aa hii gayaa
dil kuchh is suurat se ta.Dpaa un ko pyaar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard-e-dil-e-be-qaraar log
kyaa jaane.n aabruu-e-Gam-e-intizaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
shariik-e-haal-e-dil-e-be-qaraar aaj bhii hai
kisii kii yaad mirii Gam-gusaar aaj bhii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
us ne likhaa hai bahr-ayaadat kal aa.e.nge
jiine bhii degaa mujh ko dil-e-be-qaraar aaj
Aasi Aarwi
Ghazal
qaraar tujh ko dil-e-be-qaraar aa jaa.e
ta.Dap kuchh aise ki zaalim ko pyaar aa jaa.e
Nazeer Ansari
Ghazal
dil-e-be-mudda.aa hai aur mai.n huu.n
magar lab par du.aa hai aur mai.n huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mirii shikast-e-anaa kaa KHayaal kar zaalim
bharam kuchh ai dil-e-be-iKHtiyaar rahne de
Bazm Ansari
Ghazal
afsaana likh rahii huu.n dil-e-be-qaraar kaa
aa.nkho.n me.n rang bhar ke tire intizaar kaa