SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-be-iKHtiyaar"
Nazm MATCHES FOR "dil-e-be-iKHtiyaar"
Nazm
phir na dekhe bahaar ki surat
ab dha.Daktaa hai baar baar dimaaG
dil-e-be-iKHtiyaar kii suurat
Syed Mohammad Ahmad Naqvi
Nazm
tez chalo
ye kah rahaa hai dil-e-be-qaraar tez chalo
bahut udaas hai.n zanjiir o daar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
ai nigar-e-watan
vo ek lamha tire Gam me.n jo guzaaraa thaa
sukuun-e-KHaatir-e-be-iKHtiyaar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
haal-o-maqam
dil zinda-o-be-daar agar ho to ba-tadriij
bande ko 'ataa karte hai.n chashm-e-nigaraa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
lab-bastagi
ye lamha saa'at-e-be-iKHtiyaar hai jaanaa.n
yahaa.n gumaa.n ke qabiile yaqii.n ko Dhaate hai.n
Safar Naqvi
Nazm
tere baghair
ho ga.e aql-o-KHirad nazr-e-junuu.n tere baGair
dil hai aur aaTho.n-pahar ik vahshat-e-be-iKHtiyaar
Jauhar Nizami
Nazm
nau sitambar yaum-e-wafat-e-jigar murad-abaadi
sabr kar ai dil-e-be-taab-o-hazii.n
ek azmat kaa sutuun aur giraa
Mustafa Rahi
Nazm
tawaif
teraa chehra arGavaanii teraa dil-e-be-aab-o-ra.ng
zindagii kyaa hai tirii qaanuun se fitrat ke ja.ng
Mahirul Qadri
Nazm
jipsi
dil-e-be-karaa.n me.n
baraste hu.e mausamo.n vaadiyo.n kohsaaro.n mahakte hu.e
Balraj Komal
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
KHushaa nazaara-e-ruKHsaar-e-yaar kii saa.at
KHushaa qaraar-e-dil-e-be-qaraar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kis ki bad-gumani par
dost kis kis kaa thaa dil-e-be-dost
ye zubuu.n daastaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
sham-e-rah-guzar
ziist be-iKHtiyaar guzrii hai
juu.n nasiim-e-bahaar guzrii hai