SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-naashaad"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-naashaad"
Ghazal
kuchh KHayaal-e-dil-e-naashaad to kar lenaa thaa
vo nahii.n thaa to use yaad to kar lenaa thaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
halaakat-e-dil-e-naashaad raa.egaa.n bhii nahii.n
nigaah-e-dost me.n ab ko.ii imtihaa.n bhii nahii.n
Azhar Saeed
Ghazal
isii suurat se taskiin-e-dil-e-naashaad karte hai.n
abhii tak yaad aate ho abhii tak yaad karte hai.n
Aarif Naqshbandi
Ghazal
us ne haal-e-dil-e-naashaad na dekhaa na sunaa
aisaa zaalim sitam-iijaad na dekhaa na sunaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
meraa dil-e-naashaad jo naashaad rahegaa
aalam dil-e-barbaad kaa barbaad rahegaa
Farhat Kanpuri
Ghazal
tiraa miTnaa dil-e-naashaad bahut yaad aaya
ye samaa.n raat bahut yaad bahut yaad aaya
Jagan Nath Azad
Ghazal
azm-e-fariyaad! unhe.n ai dil-e-naashaad nahii.n
maslak-e-ahl-e-vafaa zabt hai fariyaad nahii.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ab kisii baat kaa taalib dil-e-naashaad nahii.n
aap kii ain-inaayat hai ye be-daad nahii.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
dekhaa kabhuu na us dil-e-naashaad kii taraf
kartaa rahaa tuu apnii hii bedaad kii taraf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Gam ke baadal dil-e-naashaad pe aise chhaa.e
saaya-e-gul me.n bhii hamraaz na ha.nsne paa.e
Athar Raz
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
jo kaam saKHt is dil-e-naashaad se hu.aa
farhaad aur na taisha-e-farhaad se hu.aa
Saqib Rampuri
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
tuu hii na sune jab dil-e-naashaad kii fariyaad
phir kis se kare.n ham tirii be-daad kii fariyaad
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ishq majbuur-e-fuGaa.n ai dil-e-naashaad nahii.n
ye to ik husn kii taa.iid hai fariyaad nahii.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
koshish-e-zabt nahii.n ai dil-e-naashaad nahii.n
iltijaa apnii hado.n me.n ho to fariyaad nahii.n