SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-naashaad"
Nazm MATCHES FOR "dil-e-naashaad"
Nazm
haq-kesh ki fariyaad
miT jaa.egaa aivaan-e-tafaaKHur kaa takalluf
yak shola-e-javvaala hai aah-e-dil-e-naashaad
Bebak Bhojpuri
Nazm
mera watan
dard-e-dil me.n ta.Dap ke mar jaa.uu.n
mai.n na Dhuu.nDuu.n kabhii shifaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
dil-e-mayus
justujuu kis kii hai 'naashaad' ko.ii kyaa jaane
kyo.n dil-e-zaar hai barbaad ko.ii kyaa jaane
Rabia Sultana Nashad
Nazm
dagh
dil-o-jigar me.n hai ik dard kahkashaa.n kii tarah
Galat jagah kabhii afshaa.n nahii.n chune jaate
Rabia Sultana Nashad
Nazm
ashk bahaya maine
haif bar haal dil-e-zaar ki aa.iina hu.aa
laakh parde me.n har ik raaz chhupaayaa mai.n ne
Rabia Sultana Nashad
Nazm
bite hue din
dil me.n machal machal kar maayuus ho chukii hai.n
in hasrato.n ko aa kar tum phir na ab jagaa.o
Rabia Sultana Nashad
Nazm
ulfat ka shikwa
nazar se ho to saktaa hai pa naashaad
magar ham dil se kyaa parda kare.nge
Rabia Sultana Nashad
Nazm
judai
judaa.ii chaahe kisii tarah kii bhii ho ai dost
dil-o-jigar me.n ye kaa.nTe chubho hii detii hai
Zaheer Nashad Darbhangwi
Nazm
zimmedari
mere har roz jagaane kaa hai kuchh aur sabab
ik taraf apnaa ye uljhaa dil-e-naashaad rakho
Asna Badr
Nazm
ye kaun aaya
ramnaa dil-e-'inshaa' kaa ab teraa Thikaanaa ho
ab ko.ii bhii suurat ho ab ko.ii bahaanaa ho