SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-farosh"
Ghazal MATCHES FOR "dil-farosh"
Ghazal
jalva-farosh aap hai.n mai.n dil-farosh huu.n
aiso.n se kyaa banegaa ye saudaa hii aur hai
Mubarak Azimabadi
Ghazal
faroG-e-diida-o-dil laala-e-sahar kii tarah
ujaalaa bin ke raho sham-e-rahguzar kii tarah
Ali Sardar Jafri
Ghazal
faroG-e-diida-o-dil laala-e-sahar kii tarah
ujaalaa ban ke raho sham-e-rahguzar kii tarah
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mai-kade me.n duKHt-e-raz ko laa biThaa.e.nge zaruur
pahluu-e-miinaa-e-dil me.n mehmaan-e-mai-farosh
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
jalve tire jo raunaq-e-baazaar ho ga.e
KHuubaan-e-KHud-farosh KHariidaar ho ga.e
Hasan Barelvi
Ghazal
duukaan-e-mai-farosh pe gar aa.e mohtasib
din iid ke to KHuub gha.Daa jaa.e mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
pindaar-e-zohd ho ki Guruur-e-barhamanii
is dair-e-but-shikan me.n hai har but shikastnii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
jaise kisii se vasl kaa va.ada vafaa hu.aa
yuu.n sub.h-dam charaaG se sho.ala judaa hu.aa
Sahba Akhtar
Ghazal
dil me.n KHayaal-e-nargis-e-jaanaana aa gayaa
phuulo.n se kheltaa hu.aa diivaana aa gayaa
Akhtar Shirani
Ghazal
KHushbuu-e-pairahan se sulagte rahe dimaaG
aa.ii shab-e-firaaq to gul ho ga.e charaaG
Jameel Malik
Ghazal
vo chashm-e-mast-e-naaz jo baada-farosh ho
kaafir hai jis ko piine pilaane kaa hosh ho
Wakeel Bhopali
Ghazal
lab hai.n KHamosh aa.nkh tabassum-farosh hai
uf ye adaa-e-naaz qayaamat-ba-dosh hai
Wali Kakoravi
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
aap bik jaa.e ko.ii aisaa KHariidaar na thaa
mere yuusuf ke liye misr kaa baazaar na thaa
Asar Lakhnavi
Ghazal
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
ham ko to intizaar-e-sahar bhii qubuul hai
lekin shab-e-firaaq tiraa kyaa usuul hai
Qateel Shifai
Ghazal
zulmat-kade me.n mere shab-e-Gam kaa josh hai
ik sham.a hai daliil-e-sahar so KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
phirtii hai zindagii janaaza-ba-dosh
but bhii chup hai.n KHudaa bhii hai KHaamosh