SEARCH RESULTS
Showing search results for "dohraanaa"
Ghazal MATCHES FOR "dohraanaa"
Ghazal
Ahmad Ziya
Ghazal
guzrii umr kii baato.n ko dohraanaa kyaa
ab KHvaahish hai KHaam kahaanii KHatm hu.ii
Shabnam Shakeel
Ghazal
us shoKH kii baato.n ko dushvaar hai dohraanaa
jab baad-e-sabaa aa.ii aashufta-bayaa.n aa.ii
Ravish Siddiqi
Ghazal
jin baato.n ne pahle baat bigaa.Dii thii
un baato.n kaa phir dohraanaa Thiik nahii.n
Danish Aziz
Ghazal
mujh ko pa.Dhnaa mujhe samajhnaa kyaa laazim hai
jhuum jhuum ke band karo dohraanaa mujh ko
Shariq Kaifi
Ghazal
Zia Karnatki
Ghazal
Khaleeq Siddiqui
Ghazal
chain kaisaa qabr me.n sar par hai roz-e-baaz-purs
daastaan-e-dard-e-hastii ko hai dohraanaa hanuuz
Mani Jayasi
Ghazal
Manzar Naqvi
Ghazal
sab kii baat dohraanaa yuu.n to rasm-e-duniyaa hai
lutf aur hai lekin apnii baat karne me.n
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
jin kii aasaanii hii jin kii mushkil hai
un lafzo.n ko hii dohraanaa hogaa phir
Akhilesh Tiwari
Ghazal
Raza Jaunpuri
Ghazal
saahabo manzil-e-jaanaa.n kii taraf jaanaa mat
aur jaanaa to kahaanii ko.ii dohraanaa mat
M Kothiyavi Rahi
Ghazal
din-bhar kii mushkilaat kii duunii sazaa milii
bedaariyo.n kaa KHvaab hai dohraanaa KHvaab me.n
Karrar Noori
Ghazal
dohraanaa anjuman me.n samajh soch ke use
terii bhii daastaa.n hai mirii daastaa.n ke saath