SEARCH RESULTS
Showing search results for "dumbaale"
Ghazal MATCHES FOR "dumbaale"
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
rahe jaate hai.n piichhe yaaro.n se
gard-e-dumbaal-e-kaarvaa.n hai.n ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
us chashm me.n hai surme kaa dumbaala pur-aashob
kyuu.n haath me.n badmast ke banduuq bharii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'mohsin' use qabaa kii zaruurat na thii magar
duniyaa ko roz-o-shab ke dushaale to de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
har ek gaam pe dil piistaa hai ablaq-e-chashm
magar hai surme kaa dumbaala taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
kartaa hai ko.ii turk-dilaa neza-baaziyaa.n
dumbaala surme kaa ye nahii.n chashm-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ik gard-e-raah thaa pai-e-mahmil tamaam raah
kis kaa Gubaar thaa ki ye dumbaala gard thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gam-e-firaaq hai dumbaala-e-gard aish-e-visaal
faqat maza hii nahii.n ishq me.n balaa bhii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kirne.n to ik nigaah-e-subuk-rau kii lahr hai.n
dumbaala-daari-e-shab-e-mahtaab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
kaise likh duu.n mai.n tire naam fasaana ko.ii
biich ma.njdhaar me.n kushtii ko Dubaane vaale
Asra Rizvi
Ghazal
gad kaa kahii.n vo surma kaa dumbaala uThaa.e
hai dast-e-mizha me.n liye putlii kii phirii aa.nkh