SEARCH RESULTS
Showing search results for "durr-e-adan"
Ghazal MATCHES FOR "durr-e-adan"
Ghazal
us sho'la-ruu ke aariz-e-ra.ngii.n ke 'aks ne
chamkaa.ii goshvaara-e-durr-e-adan me.n aag
Sipahdar Khan
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
qatro.n me.n araq ke hai ayaa.n rang badan kaa
dekhaa na gayaa aaj talak durr-e-adan surKH
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
la.al-e-yaman ek sang durr-e-adan ek sang
ek lab-e-surKH-rang rashk-e-guhar marhabaa
Sana Gorakhpuri
Ghazal
Gazal vo kyuu.n na ho 'faariG' dur-e-adan ki jahaa.n
har ek sher ko zid ho ki shaah-paara banuu.n
Farigh Bukhari
Ghazal
daryaa-e-mudda.aa kaa laa.e hai.n thaah jab sii.n
har buu.nd ashk kaa hai durr-e-adan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Ufuq Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zindagii kii dhuup me.n jab duur tak jaanaa pa.Daa
yaad aa.e terii zulfo.n ke ghane saa.e bahut
M. A. Qadeer
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qariib o duur ko.ii shola-e-navaa bhii nahii.n
ye kin andhero.n me.n haatho.n se sham.a-daan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
havaa-e-jaa.n kaa taqaazaa ki rahiye ghar se duur
ki hai.n jo ghar me.n bayaabaa.n hazaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
isii zamiin pe naachaar lauT kar aa.e
jo aasmaan se uu.nchii u.Daan bhar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
aa.ino.n se duur vasf-e-aa.ina-daarii ko 'shaan'
log kahte hai.n ki ko.ii aa.ina-gar le gayaa