SEARCH RESULTS
Showing search results for "faizabad"
Ghazal MATCHES FOR "faizabad"
Ghazal
faizabad se pahu.nchaa hame.n ye faiz 'aKHtar'
ki jigar par liye ham daaG-e-jigar jaate hai.n
Akhtar Shirani
Ghazal
kyaa vo ab naadim hai.n apne jaur kii ruudaad se
laa.e hai.n meraTh jo aaKHir mujh ko faizabad se
Hasrat Mohani
Ghazal
har makaa.n aabaad thaa yaa.n har makii.n dil-shaad thaa
is nagar kaa naam yaaro pahle faizabad thaa
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
faiz-e-'naasiKH' 'rashk' me.n kyuu.nkar na ho
kaalbud hai KHaak-e-faizabad kaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
zindagii dii hai to jiine kaa hunar bhii denaa
paa.nv baKHshe.n hai.n to taufiiq-e-safar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
ham Gazal me.n tiraa charchaa nahii.n hone dete
terii yaado.n ko bhii rusvaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
bhiigtii aa.nkho.n ke manzar nahii.n dekhe jaate
ham se ab itne samundar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
bikhre bikhre sahme sahme roz o shab dekhegaa kaun
log tere jurm dekhe.nge sabab dekhegaa kaun
Meraj Faizabadi
Ghazal
charaag apnii thakan kii ko.ii safaa.ii na de
vo tiirgii hai ki ab KHvaab tak dikhaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
ek TuuTii hu.ii zanjiir kii fariyaad hai.n ham
aur duniyaa ye samajhtii hai ki aazaad hai.n ham
Meraj Faizabadi
Ghazal
mire thake hu.e shaano.n se bojh utar to gayaa
bahut taviil thaa ye din magar guzar to gayaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
jism kaa bojh uThaa.e hu.e chalte rahiye
dhuup me.n barf kii maanind pighalte rahiye
Meraj Faizabadi
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
guu.nge lafzo.n kaa ye be-samt safar meraa hai
guftuguu us kii hai lahje me.n asar meraa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
thakii hu.ii maamtaa kii qiimat lagaa rahe hai.n
amiir beTe du.aa kii qiimat lagaa rahe hai.n
Meraj Faizabadi
Ghazal
ai dasht-e-aarzuu mujhe manzil kii aas de
merii thakan ko gard-e-safar kaa libaas de