SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasurda"
Ghazal MATCHES FOR "fasurda"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dil fasurda to hu.aa dekh ke us ko lekin
umr bhar kaun javaa.n kaun hasii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ham shauq ke shole kii lapak bhuul bhii jaa.e.n
vo sham-e-fasurda kaa dhu.aa.n yaad rahegaa
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
dil-e-fasurda me.n phir dha.Dkano.n kaa shor uThaa
ye baiThe baiThe mujhe kin dino.n kii yaad aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
barq-e-ba-jaan-e-hausla aatish-fagan 'asad'
ai dil-fasurda taaqat-e-zabt-e-fuGaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-fasurda ko mai.n ne to maar hii Daalaa
so mai.n to Thiik huu.n ab tuu sunaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
fasurda-KHaatirii-e-ishq ai ma.aaz-allaah
KHayaal-e-yaar se bhii kuchh shaguftagii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
bahut fasurda hai dil kaun is ko bahlaa.e
udaas bhii to nahii.n be-qaraar bhii to nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
dil-e-fasurda me.n hotii hai zindagii paidaa
'nushuur' jura-e-sahbaa bhii zindagaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
is kaa.enaat-e-Gam kii fasurda fazaa.o.n me.n
bikhraa ga.e hai.n aa ke vo kuchh muskuraahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
dil-e-fasurda me.n hotii hai zindagii paidaa
'nushuur' jur.a-e-sahbaa bhii zindagaanii hai