SEARCH RESULTS
Showing search results for "fat.h"
Ghazal MATCHES FOR "fat.h"
Ghazal
vo adaa-e-dilbarii ho ki navaa-e-aashiqaana
jo dilo.n ko fat.h kar le vahii faateh-e-zamaana
Jigar Moradabadi
Ghazal
haq fat.h-yaab mere KHudaa kyuu.n nahii.n hu.aa
tuu ne kahaa thaa teraa kahaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
merii KHvaahish hai ki phuulo.n se tujhe fat.h karuu.n
varna ye kaam to talvaar bhii kar saktii hai
Azhar Faragh
Ghazal
ahl-e-havas kii fat.h hai tark-e-nabard-e-ishq
jo paa.nv uTh ga.e vahii un ke alam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
'qatiil' mujh ko yahii sikhaayaa mire nabii ne
ki fat.h paa kar bhii dushmano.n ko sazaa na denaa
Qateel Shifai
Ghazal
labo.n pe harf-e-rajaz hai zirah utaar ke bhii
mai.n jashn-e-fat.h manaataa huu.n ja.ng haar ke bhii
Mohsin Naqvi
Ghazal
ek sannaaTaa saa aalam me.n thaa lekin mai.n ne
fat.h baab-e-asar-e-naala-o-faryaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
kab us kii fat.h kii KHvaahish ko jiit saktii thii
mai.n vo fariiq huu.n jis ko ki haar jaanaa thaa
Fatima Hasan
Ghazal
aa.nkhe.n bhii tirii fat.h na kar paa.e abhii tak
kis lamha-e-bekaar me.n ham log bane the
Danish Naqwi
Ghazal
ye saaraa khel fat.h-e-shaah kaa hai jis kii KHaatir
pyaado.n jaise insaano.n ko haaraa jaa rahaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ai ishq tirii fat.h bahar-haal hai saabit
mar kar bhii shahiidaan-e-mohabbat hu.e Gaazii
Hasrat Mohani
Ghazal
shikast o fat.h ke sab faisle hu.e kahii.n aur
misaal-e-maal-e-Ganiimat luTaa diye ga.e ham
Iftikhar Arif
Ghazal
KHvaahish havas ke ruup me.n achchhii nahii.n lagii
duniyaa ko fat.h kar ke sikandar nahii.n gayaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
is tarah fat.h kiye kitne ilaaqe ham ne
jang ke vaaste hathiyaar nahii.n hote the
Aarib Hasimi
Ghazal
tuu fat.h-mand meraa taraashaa hu.aa sanam
mai.n but-taraash apnii shikasto.n ke saath huu.n
Naseer Turabi
Ghazal
maqaam jin kaa mu.arriKH ke haafize me.n nahii.n
shikast o fat.h ke maabain marhale ham log
Khursheed Rizvi
Ghazal
hamla apne pe bhii ik baad-e-haziimat hai zaruur
rah ga.ii hai yahii ik fat.h o zafar kii suurat