SEARCH RESULTS
Showing search results for "fat.h"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fat.h"
Nazm
ai sharif insano
fat.h kaa jashn ho ki haar kaa sog
zindagii mayyato.n pe rotii hai
Sahir Ludhianvi
Sher
shikast o fat.h miyaa.n ittifaaq hai lekin
muqaabla to dil-e-naa-tavaa.n ne KHuub kiyaa
Navab Mohammad Yar Khan
Ghazal
vo adaa-e-dilbarii ho ki navaa-e-aashiqaana
jo dilo.n ko fat.h kar le vahii faateh-e-zamaana
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "fat.h"
MORE MATCHES FOR "fat.h"
Ghazal
haq fat.h-yaab mere KHudaa kyuu.n nahii.n hu.aa
tuu ne kahaa thaa teraa kahaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
merii KHvaahish hai ki phuulo.n se tujhe fat.h karuu.n
varna ye kaam to talvaar bhii kar saktii hai
Azhar Faragh
Ghazal
ahl-e-havas kii fat.h hai tark-e-nabard-e-ishq
jo paa.nv uTh ga.e vahii un ke alam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
'qatiil' mujh ko yahii sikhaayaa mire nabii ne
ki fat.h paa kar bhii dushmano.n ko sazaa na denaa
Qateel Shifai
Ghazal
labo.n pe harf-e-rajaz hai zirah utaar ke bhii
mai.n jashn-e-fat.h manaataa huu.n ja.ng haar ke bhii
Mohsin Naqvi
Ghazal
ek sannaaTaa saa aalam me.n thaa lekin mai.n ne
fat.h baab-e-asar-e-naala-o-faryaad kiyaa






