SEARCH RESULTS
Showing search results for "firaaq-zada"
Ghazal MATCHES FOR "firaaq-zada"
Ghazal
dil-e-firaaq-zada me.n qaraar hone do
dam-e-ajal to nigaaho.n ko chaar hone do
Zahiir Ahmad Taaj
Ghazal
mai.n ik firaaq-zada aur nayaa nayaa tiraa ishq
so KHuub rang jamegaa na.e-puraane me.n
Arif Ishtiaque
Ghazal
falak zaraa saa hai is me.n zamii.n ziyaada hai
mirii Gazal me.n gumaa.n kam yaqii.n ziyaada hai
Mahender Kumar Sani
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
ai vaa.e-talKH-kaamii-e-roz-e-bad-e-firaaq
naaseh ne jaan-e-Gam-zada khaa.ii tamaam shab
Ismail Merathi
Ghazal
tire firaaq ke maare nazar to aate hai.n
nigaar-e-sher kahaa.n hai.n tire visaal-zada
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
tumhaarii bazm me.n jis baat kaa bhii charchaa thaa
mujhe yaqiin hai us me.n na zikr meraa thaa
Abrar Azmi
Ghazal
roz-e-firaaq har taraf ik intishaar thaa
mai.n be-qaraar thaa to jahaa.n be-qaraar thaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Gazal kahii hai kisii be-charaaG lamhe me.n
shab-e-firaaq ke kaajal-zada 'aziizo.n par
Mansoor Aafaque
Ghazal
merii du.aa ki Gair pe un kii nazar na ho
vo haath uThaa rahe hai.n ki yaarab asar na ho
Bismil Azimabadi
Ghazal
Aftab Shakeel
Ghazal
junuu.n ke ahd me.n aavaara kuu-ba-kuu honaa
baGair mushk ke saa.nso.n kaa mushk-buu honaa
Syed Iqbal Haider
Ghazal
falak-zaa.ida chhaa.nv marne lagii hai
simaTtaa hu.aa saa.ebaa.n ye khule par
Mohammad Asadullah
Ghazal
tamaam hijr-zada log mere saath chale.n
firaaq-e-yaar ke maaro.n kaa kaarvaa.n bhii bane
Faisal Imam Rizvi
Ghazal
ye kaa.enaat tiraa mo.ajaza lage hai mujhe
KHudaa nahii.n hai magar tuu KHudaa lage hai mujhe
Shehzad Raza Lams
Ghazal
lagte nahii.n zamii.n ke to kyaa aasmaa.n ke ho
jaanaa hai kis taraf tumhe.n kis kaarvaa.n ke ho
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
ye aur baat mai.n Gam se niDhaal bhii to nahii.n
use ga.nvaa ke tabii.at bahaal bhii to nahii.n