SEARCH RESULTS
Showing search results for "firaaq-zada"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "firaaq-zada"
Ghazal
dil-e-firaaq-zada me.n qaraar hone do
dam-e-ajal to nigaaho.n ko chaar hone do
Zahiir Ahmad Taaj
Ghazal
mai.n ik firaaq-zada aur nayaa nayaa tiraa ishq
so KHuub rang jamegaa na.e-puraane me.n
Arif Ishtiaque
Ghazal
falak zaraa saa hai is me.n zamii.n ziyaada hai
mirii Gazal me.n gumaa.n kam yaqii.n ziyaada hai
Mahender Kumar Sani
Sher
ab ban ke falak-zaad dikhaate hai.n hame.n aa.nkh
zarre vahii kal jin ko uchhaalaa thaa hamii.n ne
Anand Narayan Mulla
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "firaaq-zada"
MORE MATCHES FOR "firaaq-zada"
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
ai vaa.e-talKH-kaamii-e-roz-e-bad-e-firaaq
naaseh ne jaan-e-Gam-zada khaa.ii tamaam shab
Ismail Merathi
Ghazal
tire firaaq ke maare nazar to aate hai.n
nigaar-e-sher kahaa.n hai.n tire visaal-zada
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
tumhaarii bazm me.n jis baat kaa bhii charchaa thaa
mujhe yaqiin hai us me.n na zikr meraa thaa
Abrar Azmi
Ghazal
roz-e-firaaq har taraf ik intishaar thaa
mai.n be-qaraar thaa to jahaa.n be-qaraar thaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Gazal kahii hai kisii be-charaaG lamhe me.n
shab-e-firaaq ke kaajal-zada 'aziizo.n par
Mansoor Aafaque
Ghazal
merii du.aa ki Gair pe un kii nazar na ho
vo haath uThaa rahe hai.n ki yaarab asar na ho