SEARCH RESULTS
Showing search results for "gadaa-o-shah"
Ghazal MATCHES FOR "gadaa-o-shah"
Ghazal
ye farq jiite hii jii tak gadaa-o-shaah me.n hai
vagarna ba.ad-e-fanaa musht-e-KHaak raah me.n hai
George Puech Shor
Ghazal
subuu-o-jaam par kam-zarf karte hai.n nazar varna
bane hai.n ek miTTii ke gadaa o shaah suurat me.n
Shah Naseer
Ghazal
KHaak ho kar ek suurat hai gadaa-o-shaah kii
gar mu.aafiq tujh se ai mun.im zamaanaa hai abas
Waliullah Muhib
Ghazal
hai.n zer-e-saaya us ke hazaaro.n gadaa-o-shaah
bairaq ise na keh ye alam hai faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Shah Aasim
Ghazal
'aasim' hii hu.aa kaafir-e-ishq-e-shah-e-KHaadim
is ramz ko har saahab-e-asraar se kah do
Shah Aasim
Ghazal
Shah Aasim
Ghazal
fazl-e-iizad se mubaarak rahe ai vaa.iz-e-shahr
kuucha-e-yaar hame.n aur tujhe firdaus kaa baaG
Shah Aasim
Ghazal
naama par-e-humaa ho miraa ai shah-e-butaa.n
likho gar ustuKHaa.n se banaa kar kabhuu qalam
Shah Naseer
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo miraa ho jaa.egaa ai 'shaah' aaKHir ek din
sochtaa huu.n phir bhii us se kuchh gile rah jaa.e.nge
Hazrat Shah
Ghazal
vo aur ho.nge parastaar taKHt vaalo.n ke
mai.n jaa.n-nisaar shah-e-boriyaa-nashii.n kaa huu.n
Syed Naseer Shah
Ghazal
dil tum me.n aur dil me.n tum allaah re nasiib
shah maskan-e-gadaa me.n gadaa qasr-e-shaah me.n
Syed Nazeer Hasan Sakha Dehlavi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
hai rabt mujh ko kuucha-e-jaanaa.n se roz-o-shab
majnuu.n ko jis tarah thaa bayaabaa.n se irtibaat