SEARCH RESULTS
Showing search results for "gah-o-be-gaah"
Ghazal MATCHES FOR "gah-o-be-gaah"
Ghazal
kyaa vo bhii din the KHuub ki luuTe.n the 'mus.hafii'
ham bhii nazaara-e-gah-o-be-gaah kaa mazaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kotaah-qadii kahtii hai khaTTe hai.n ye a.nguur
lekin gah-o-be-gaah lapaktaa bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
rahe hai yuu.n gah-o-be-gah ki kuu-e-dost ko ab
agar na kahiye ki dushman kaa ghar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
saa.nso.n ko karb ziist Gam-e-be-panaah ko
kis kis ko mutma.in mai.n karuu.n KHvaah-maKHvaah ko
Hamdoon Usmani
Ghazal
na bhuulaa jaa.egaa tum se Gam-e-be-intihaa meraa
rahegaa dard ban kar dil me.n ehsaas-e-vafaa meraa
Zeb Bareilwi
Ghazal
Naz Qadri
Ghazal
ye jalva-e-gah-e-KHaas hai kuchh aam nahii.n hai
kamzor nigaaho.n kaa yahaa.n kaam nahii.n hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
ab imtiyaaz-e-jalva-gah-o-jalva-gar kahaa.n
merii nazar me.n parda-e-shams-o-qamar kahaa.n
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
dil jalva-gaah-e-suurat-e-jaanaana ho gayaa
shiisha ye ek dam me.n parii-KHaana ho gayaa
Shah Naseer
Ghazal
aamaaj-gaah-e-tiir-e-sitam kaun ham ki aap
phir puuchhte hai.n aap se ham kaun ham ki aap
Nooh Narvi
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
Hadis Salsal
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
is kaar-e-gah-e-rang me.n ham ta.ng nahii.n kyaa
jo sar pe lagaa hai abhii vo sang nahii.n kyaa
Baqi Siddiqui
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
ai jaan-e-KHema-gaah-e-nafas jaa rahaa huu.n mai.n
aane lagii sadaa-e-jaras jaa rahaa huu.n mai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Bekhud Mohani
Ghazal
gah qaid me.n aur gaah sar-e-daar rahe hai.n
ai pyaare vatan tere parastaar rahe hai.n