SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaiz"
Ghazal MATCHES FOR "gaiz"
Ghazal
vo dushmano.n ke tanz ko Thukraa ke pii ga.e
mai.n dosto.n ke Gaiz ko bha.Dkaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ehteram Islam
Ghazal
Gaiz kii dau.Dii hu.ii hai lahar sii asnaam me.n
'josh' ab ahl-e-haram se dostii kam kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
ye aate jaate hai nigah-e-Gaiz kis liye
le aaj tere dar se uThaa jaa rahaa huu.n mai.n
Sheri Bhopali
Ghazal
kabhii vo dekhte hai.n apne teG o baazuu ko
kabhii vo Gaiz se mujh par nigaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Gazab kaa Gaiz o Gazab thaa jo ham na bikhre the
bikhar ga.e hai.n to kaisii Darii kha.Dii hai havaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
chehre pe thakan saa.ns kii zanjiir pareshaa.n
aa.nkho.n me.n magar ab bhii vahii Gaiz-o-Gazab hai
Shamim Hanafi
Ghazal
jab kaalii ghaTaa qahr kaa saamaan banii thii
de kar ga.ii bijlii kaa ujaalaa ko.ii aahaT
Jafar Sahni
Ghazal
Gaiz aa.ndhii kaa banaa ab hai muqaddar meraa
dil ke aa.ngan me.n mahaktii sii sabaa thii kal tak
Jafar Sahni
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
chaak kartii hai nadaamat kii anii siine ko
Gaiz me.n haath uThaayaa thaa ba.De bhaa.ii par
Mahwar Sirsivi
Ghazal
bas ek jaam ne rindo.n kii aabruu rakh lii
vagarna kam na thaa vaa.iz kaa shor-e-Gaiz-o-Gazab
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
Gaiz ye kis kaa hai paanii ke azaabo.n me.n nihaa.n
kohsaaro.n ko nigaltaa hai jo suuraj hii to hai
Miraq Mirza
Ghazal
Mehboob Rahi
Ghazal
Gaiz aaya jo dam-e-qatl mire qaatil ko
teG-e-abruu bhii khi.nche KHanjar-e-bedaad ke saath