SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-lail"
Ghazal MATCHES FOR "gardish-e-lail"
Ghazal
kin manzilo.n me.n gardish-e-lail-o-nahaar hai
un kaa karam bhii merii tabii.at pe baar hai
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
barsar-e-'vaamiq' hazaar gardish-e-lail-o-nahaar
gardish-e-lail-o-nahaar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
mujh ko miTaa.e gardish-e-lail-o-nahaar kyaa
baahar hai ishq gardish-e-lail-o-nahaar se
Sirajuddin Zafar
Ghazal
shikaar-e-gardish-e-lail-o-nahaar kyaa hote
hariif-e-gardish-e-lail-o-nahaar hai.n ham log
Basit Azeem
Ghazal
jinhe.n qayaas-o-shavaahid se vaasta hai unhe.n
yaqiin-e-gardish-e-lail-o-nahaar aa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
halaak-e-gardish-e-lail-o-nahaar guzrii hai
tamaam umr ba.Dii be-qaraar guzrii hai
Bismil Aghai
Ghazal
ab to asiir-e-gardish-e-lail-o-nahaar huu.n
muddat hu.ii hai utre hu.e chaak se mujhe
Rafiq Raaz
Ghazal
tirii talaash me.n guzrii hai zindagii yaa-rab
bisaat-e-gardish-e-lail-o-nahaar kyaa ma.aluum
Zohra Jamal
Ghazal
iimaa hii thaa ye chashm-e-dil-aavez-e-yaar kaa
ham ramz-KHvaan-e-gardish-e-lail-o-nahaar the
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
baarish kii rut thii raat thii pahluu-e-yaar thaa
ye bhii tilism-e-gardish-e-lail-o-nahaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
savaal-e-jaam tire mai-kade me.n ai saaqii
javaab-e-gardish-e-lail-o-nahaar hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
us ke ruj.haan-e-nazar me.n dilkashii paate hu.e
e'tibaar-e-gardish-e-lail-o-nahaar aataa gayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
vo aa.e yaa ki na aa.e ye us kii hai marzii
shumaar-e-gardish-e-lail-o-nahaar kaun kare
Zaigham Hameedi
Ghazal
kahaa.n ye shaam-e-Gariibaa.n kahaa.n vo sub.h-e-vatan
vo farq-e-gardish-e-lail-o-nihaar kyaa jaane
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
dil-e-tabaah! ye aasaar hai.n qayaamat ke
rahiin-e-gardish-e-lail-o-nahaar vo bhii hai.n
Ahmad Rahi
Ghazal
mirii nigaah me.n manzil thii roz-e-avval se
so zabt-e-gardish-e-lail-o-nahaar kartaa rahaa
Ibrahim Noori
Ghazal
jagaane qabr pe gar roz-e-hashr vo aa.e.n
to lutf-e-gardish-e-lail-o-nahaar aa jaa.e