SEARCH RESULTS
Showing search results for "garmaa"
Ghazal MATCHES FOR "garmaa"
Ghazal
gadle paanii se dhulte station par kis ko
garmaa-garm sii chaa.e kaa piyaala Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
vo aa.nkh thii ki badan ko jhulas ga.ii qurbat
magar vo shola nahii.n ruuh ko jo garmaa de
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
baraabar aaj KHabar ashk-e-garm laate hai.n
Gazab kii qasr-e-dil-e-pur-mehan me.n aag lagii
Rasheed lakhnavi
Ghazal
garmaa sakii.n na chaahate.n teraa kaThor jism
har ik jal ke bujh ga.ii tasviir sang me.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
utartii zehan me.n bhii KHush-gavaar dhuup kabhii
shuruu-e-garmaa ke khulte hu.e dino.n kii tarah
Riaz Majeed
Ghazal
vo mazaamiin jo insaa.n kaa lahuu garmaa de.n
ruk ga.e hai.n mire ash.aar tak aate aate
Khalish Barodvi
Ghazal
tuKHm me.n ro.iidagii har naKHl me.n baaliidgii
mausam-e-sarmaa-o-garmaa baad-o-baaraa.n ab bhii hai
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
tum garm mile ham se na sarmaa ke dino.n me.n
pesh aa.e ba-garmii bhii to garmaa ke dino.n me.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
to.D de gaahe-ba-gaahe mirii hastii kaa KHumaar
dil jo garmaa de kabhii vo mai-e-gulnaar bhii de
Kausar Siddiqi
Ghazal
vo soz-o-gudaaz-e-dil ab ham me.n kahaa.n baaqii
jo ruuh ko ta.Dpaa de jo qalb ko garmaa de
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
kuchh is tarah se bitaa.ii hai.n hijr kii raate.n
ke jaise mausam-e-garmaa bitaa ke dekhaa hai
Hani Barelvi
Ghazal
jumbish-e-chashm se garmaa de miraa sard lahuu
sust dariyaa ko samundar kii sadaa aane de
Javed Shaheen
Ghazal
Syed Huzaifa Kaif
Ghazal
garmaa rahii hai qalb ko ik barq-e-be-KHudii
jalve hame.n dikhaate hai.n aaKHir kidhar se aap
Muneer Bhopali
Ghazal
be-rah-o-be-rahnumaa garm-e-safar hai qaafila
faa.eda kyaa is tarah kii sa.i-e-laa-haasil me.n hai