SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghaneraa"
Ghazal MATCHES FOR "ghaneraa"
Ghazal
sahar se shaam hu.ii shaam ko ye raat milii
har ek rang samay kaa bahut ghaneraa hai
Meena Kumari Naz
Ghazal
kyuu.n na ab vaz-e-junuu.n tark kare.n lauT chale.n
us se aage jo hai jangal vo ghaneraa hogaa
Gopal Mittal
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Aleena Itrat
Ghazal
Laxman Sharma Vahid
Ghazal
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
lahraate hai.n shaano.n pe 'hasan' zulf vo kam kam
saaya to vo karte hai.n ghaneraa nahii.n karte
Hasan Rizvi
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
kirne.n Gam-e-dauraa.n kii thak jaatii hai.n raste me.n
saaya tirii yaado.n kaa is darja ghaneraa hai
Hayat Warsi
Ghazal
hu.aa kare jo a.ndheraa bahut ghaneraa hai
kisii kii zulf tale har samay saveraa hai
Gyan Chand Jain
Ghazal
yaad aa.e.ngii bahut nii.nd se bojhal palke.n
shaam ke saath ye dukh aur ghaneraa hogaa
Tauseef Tabassum
Ghazal
ye jo a.ndheraa phail rahaa hai jism-o-jaa.n ke biich
aur ghaneraa ho jaa.e to diyaa jalaa.uu.ngaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
Afsar Azri
Ghazal
zulf-e-shab kaa saaya bhii kis qadar ghaneraa hai
dil se un kii mahfil tak raasta a.ndheraa hai
Sabir Aarwi
Ghazal
Shams Ramzi
Ghazal
saaraa din dhuup me.n jhulse hai.n to ab shaam Dhale
kyo.n bulaataa hai har ik pe.D ghaneraa ham ko
Firoz
Ghazal
ruKH-e-mahbuub kii zulfo.n kaa ghaneraa baadal
ye ghaTaa pyaar ke qaabil kabhii aisii to na thii