SEARCH RESULTS
Showing search results for "girja-ghar"
Ghazal MATCHES FOR "girja-ghar"
Ghazal
mandir masjid girja-ghar aur guruu-dvaara
lafz ka.ii hai.n ek ma'aanii ham dono.n
Madan Mohan Danish
Ghazal
Kanval Malik
Ghazal
nazar jhukaa ke nazar se giraa ga.e mujh ko
mai.n aa.ina thaa haqiiqat dikhaa ga.e mujh ko
Aqib Jawed
Ghazal
us zulf-e-girah-giir kaa bal khaanaa nayaa hai
is bazm me.n shaayad ko.ii diivaana nayaa hai
Dard Sironji
Ghazal
maathe pe pa.Dii zulf-e-girah-giir hilaa dii
kyuu.n tum ne dil-e-KHufta kii zanjiir hilaa dii
R P Shokh
Ghazal
haatho.n me.n le ke zulf-e-girah-giir saamne
aate hai.n dil ko Daalne zanjiir saamne
Saadi Gilani
Ghazal
baa.ndhnaa dil ko mire zulf-e-girah-giir ke saath
KHuub khelegaa ye qaidii terii zanjiir ke saath
Asghar Nizami
Ghazal
qaatil hai tirii zulf-e-girah-giir kii zanjiir
shamshiir kii shamshiir hai zanjiir kii zanjiir
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
jab se asiir-e-zulf-e-girah-giir ho gayaa
me.n be-niyaaz-e-halqa-e-zanjiir ho gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
havas-e-zulf-e-girah-giir liye baiThe hai.n
aayat-e-shauq kii tafsiir liye baiThe hai.n
Shahab Jafri
Ghazal
qaidii huu.n sar-e-zulf-e-girah-giir se pahle
paaband huu.n paidaa.ish-e-zanjiir se pahle
Muneer Shikohabadi
Ghazal
qismat asiir-e-zulf-e-girah-giir ho ga.ii
zulmat me.n ghir ke mehvar-e-tanviir ho ga.ii
Ghulam Yahya Anjum
Ghazal
dil se kyaa puuchhtaa hai zulf-e-girah-giir se puuchh
apne diivaane kaa ahvaal tuu zanjiir se puuchh
Imdad Imam Asar
Ghazal
qaid-e-ulfat kaa maza zulf-e-girah-giir me.n hai
bas yahii rang mire KHvaab kii ta.abiir me.n hai
Yunus Ghazi
Ghazal
jo dil-aavez hai us zulf-e-girah-giir kii buu
aisii aalam me.n kisii kii nahii.n taasiir kii buu
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
shab ko uljhe the tirii zulf-e-girah-giir se ham
ab pareshaan hai.n usii KHvaab kii ta.abiir se ham
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
mehrbaa.n ham pe jo taqdiir hamaarii hogii
aap kii zulf-e-girah-giir hamaarii hogii