SEARCH RESULTS
Showing search results for "girye"
Ghazal MATCHES FOR "girye"
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
dil me.n phir girye ne ik shor uThaayaa 'Gaalib'
aah jo qatra na niklaa thaa so tuufaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa rokaa apne girye ko ham ne ki lag ga.ii
phir vo hii aa.nsu.o.n kii jha.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
girye ko mire dekh Tuk ik shahr ke baahar
ik sat.h hai paanii kaa jahaa.n tak ki nazar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam-e-firaaq me.n girye ko shaGl samjhaa thaa
KHabar na thii mirii miTTii KHaraab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
sone vaalo.n se bhii nisbat ko.ii hogii merii
jaagne vaale to girye se mujhe jaante hai.n
Jawad Sheikh
Ghazal
girye pe rang aayaa qaid-e-qafas se shaayad
KHuu.n ho gayaa jigar me.n ab daaG gulsitaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
girye pe mere zinda-dilo ha.nste kyaa ho aah
rotaa huu.n apne mai.n dil-e-jannat-maqaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
bujhegaa soz-e-dil ai girya pal me.n aab to de
digar hai aag me.n duniyaa yuu.n hii azaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jab ki pahluu me.n hamaare but-e-KHud-kaam na ho
girye se shaam-o-sahar kyuu.n ki hame.n kaam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
girye se daaG-e-siina taaza hu.e hai.n saare
ye kisht-e-KHushk tuu ne ai chashm phir harii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Yasmeen Habeeb
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
josh-e-girya se rahii barsaat barso.n par kabhii
us kii teG-e-tez aaluuda na dekhii za.ng se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baiThnaa aa ke kisii shab saath mere aur phir
in KHush aa.nkho.n se to girye kii ravaanii dekhnaa
Ankit Maurya
Ghazal
mazkuur mere girye kaa ho jis jagah vahaa.n
ahl-e-namaaz jaa-e-tayammum vazuu kare.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tiflii ke girye kaa ye khulaa haal vaqt-e-marg
aaGaaz hii me.n rote the anjaam ke liye