SEARCH RESULTS
Showing search results for "girye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "girye"
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
dil me.n phir girye ne ik shor uThaayaa 'Gaalib'
aah jo qatra na niklaa thaa so tuufaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa rokaa apne girye ko ham ne ki lag ga.ii
phir vo hii aa.nsu.o.n kii jha.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "girye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "girye"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam-e-firaaq me.n girye ko shaGl samjhaa thaa
KHabar na thii mirii miTTii KHaraab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
sone vaalo.n se bhii nisbat ko.ii hogii merii
jaagne vaale to girye se mujhe jaante hai.n
Jawad Sheikh
Ghazal
girye pe rang aayaa qaid-e-qafas se shaayad
KHuu.n ho gayaa jigar me.n ab daaG gulsitaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
girye pe mere zinda-dilo ha.nste kyaa ho aah
rotaa huu.n apne mai.n dil-e-jannat-maqaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
bujhegaa soz-e-dil ai girya pal me.n aab to de
digar hai aag me.n duniyaa yuu.n hii azaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jab ki pahluu me.n hamaare but-e-KHud-kaam na ho
girye se shaam-o-sahar kyuu.n ki hame.n kaam na ho

