SEARCH RESULTS
Showing search results for "gosha-e-KHalvat"
Ghazal MATCHES FOR "gosha-e-KHalvat"
Ghazal
kyuu.n gosha-e-KHalvat se nikalte nahii.n 'aslam'
baiThe hai.n jidhar log udhar kyuu.n nahii.n jaate
Aslam Farrukhi
Ghazal
ik naaz bhare dil me.n ye 'ishq kaa hangaama
ik gosha-e-KHalvat me.n ye dasht kii pahnaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
anjuman kaisii tum apnii zaat se ho anjuman
gosha-e-KHalvat me.n bhii baiTho to ik mahfil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ai ham-nazaro Thahro kyaa ho jo baraamad ho
har gosha-e-KHalvat se ik naqsh-e-KHayaal apnaa
Muhib Aarfi
Ghazal
ai 'mus.hafii' ze-gosha-e-KHalvat-buruu.n KHiraam
KHaaliist az-baraa.e tuu KHud jaa-e-shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
jo pahle karte rahe gosha-haa-e-KHalvat me.n
vo zikr-e-yaad tiraa aashkaara karte hai.n
Shahram Sarmadi
Ghazal
jazb kaa raqs khule aam nahii.n hai achchhaa
karb-e-ehsaas ko KHalvat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
KHalvat me.n us ke nuur se aalam hai tuur kaa
hai.n aab-o-taab se dar-o-diivaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai guft-o-shuniid aise se ai 'rashk' ki jis ne
gosha-e-sunva-o-lab-e-goyaa ko banaayaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
aaya na haath gosha-e-daamaan-e-iltifaat
lekin faqiir haath pasaare chale ga.e
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
laraz ga.ii tirii lau mere Dagmagaane se
charaaG-e-gosha-e-kuu-e-habiib kyaa kahnaa