SEARCH RESULTS
Showing search results for "gota"
Ghazal MATCHES FOR "gota"
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
ilm ke dariyaa se nikle Gota-zan gauhar-ba-dast
vaa.e mahruumii KHazaf chain lab saahil huu.n mai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mai.n ne junuu.n se kii jo 'asad' iltimaas-e-ra.ng
KHuun-e-jigar me.n ek hii Gota diyaa mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
ye shauq-e-Gota-zanii to nayaa nahii.n phir bhii
utar rahaa huu.n mai.n gahraa.iyo.n me.n Darte hu.e
Faragh Rohvi
Ghazal
lahraa rahaa hai sat.h pe mahtaab-e-Gota-zan
har-chand ek shahr tah-e-aab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
ab kyaa gila kare.n ki muqaddar me.n kuchh na thaa
ham Gota-zan hu.e to samundar me.n kuchh na thaa
Saif Zulfi
Ghazal
Gota-zan ham rahe kasrat ke samundar me.n fuzuul
kaun ye pyaas bujhaa.e tirii vahdat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
le sakte nahii.n saa.ns tirii kuu ke muqayyad
taa KHuun-e-jigar biich na Gota de.n nafas ko
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
mile na mujh ko bajaa daam merii mehnat kaa
mai.n saa.Dii ke liye goTaa nahii.n banaa.uu.ngaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
ishq ke bahr me.n Gota to lagaayaa lekin
ba.ad me.n us ke kahaa.n thaa mujhe ma.aluum na thaa
Ahmed Nisar
Ghazal
mai.n Gota-zan thaa tirii yaad ke samundar me.n
libaas uThaa ke ko.ii le gayaa mai.n kyaa kartaa
Hasan Shahnawaz Zaidi
Ghazal
dil de ke bahr-e-fikr me.n ho Gota-zan abas
dariyaa-e-ishq kii nahii.n paa.e.nge thaah aap
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Gota jo lagaayaa hai to maayuus hu.aa huu.n
har mauj ke daaman me.n safiina nikal aayaa