SEARCH RESULTS
Showing search results for "gu.ng"
Ghazal MATCHES FOR "gu.ng"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
patthar samaa.ato.n se zabaa.n gu.ng ho ga.ii
ham bhii ga.e to haal sunaane kahaa.n ga.e
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
ek mai.n aur itne laakho.n silsilo.n ke saamne
ek saut-e-gung jaise gumbado.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
maut se guzar kar ye kaisii zindagii paa.ii
fikr paa-ba-jaulaa.n hai gu.ng hai zabaa.n yaaro
Himayat Ali Shayar
Ghazal
haa.n kahte kahte gung na ho jaa.e dil kahii.n
yaarab mirii zabaan ko taab-e-savaal de
Baqar Naqvi
Ghazal
paa.nv so.e hai.n magar jaagte hai.n apne nasiib
kyaa samajh kar jaras-e-gu.ng jagaataa hai mujhe
Yagana Changezi
Ghazal
Farkhanda Razvi
Ghazal
jumbish hii se ho.nTo.n kii jo kuchh samjho to samjho
is gu.ng-mahal me.n to bas itnaa hii ravaa thaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
Ghazanfar
Ghazal
Ezaz Kazmi
Ghazal
jo be-qaraar thii kahne ko vo zabaa.n gu.ng hai
na ziist rah ga.ii is me.n na ye malaal me.n hai
Nusrat Zehra
Ghazal
'shaad' be-sarfa gayaa umr kaa sarmaaya-e-harf
ham ki the jaan-e-sadaa gu.ng-e-hunar kahlaa.e
Atta Shad
Ghazal
tujh bin kaun banegaa KHaalii aa.nkhe.n gu.ng sadaa
tujh bin jaan karegaa 'taahir' kis se raaz niyaaz
Tahir Adeem
Ghazal
ye lafz ki cha.Dh kar hu.aa thaa gu.ng zabaa.n par
kaaGaz par utaaraa hai to kyaa bol rahaa hai