SEARCH RESULTS
Showing search results for "gubaar-uftaad"
Ghazal MATCHES FOR "gubaar-uftaad"
Ghazal
giraanii rishvate.n ghaple Gaban ifsaad golii bam
yahii aazaadii-e-hindostaa.n ma.aluum hotii hai
Saadat Aabidi
Ghazal
ye jo ab ret nazar aataa hai afzal 'gauhar'
isii dariyaa me.n kabhii aab-e-ravaa.n thaa pahle
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
achchhaa hu.aa guzar gayaa 'aKHtar' jahaan se
muddat se vo 'sa.iid' ke Gam me.n niDhaal thaa
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
Gam se naa-ahl-e-vafaa hashr tak aazaad na ho
mar ke sau baar ho zinda to kabhii shaad na ho
Betab Azimabadi
Ghazal
jo e.atibaar kii had se guzar gayaa 'aKHtar'
kisii nazar me.n bhii vo mo'atabar nahii.n rahtaa
Akhtar Saeedi
Ghazal
shariik-e-soz hai.n parvaane sham.a ke 'aKHtar'
hamaare dil kaa magar ko.ii Gam-gusaar nahii.n
Akhtar Shirani
Ghazal
merii hii aabla-paa.ii kii badaulat 'aKHtar'
rah-guzar un kii shafaq-ra.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Ghazal
terii sarkaar me.n 'aKHtar' kii du'aa.e.n giryaa.n
dil kaa kashkol liye teraa Gulaam aayaa hai
Akhtar Orenvi
Ghazal
zabt kaa had se guzar jaanaa yahii hai 'aKHtar'
dil sulagtaa hai magar ho.nTo.n pe naala na hu.aa
Akhtar Madhupuri
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
vo jo u.Dtii hai sadaa dast-e-vafaa me.n 'afzal'
usii miTTii me.n nihaa.n dard kaa gauhar dekhaa
Afzal Minhas
Ghazal
Akhtar Azmi
Ghazal
dariyaa kaa siina chiir ke ubhre jo sat.h par
daaman me.n sa.ng-reze the 'aKHtar' guhar na the
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ek bhii sher guhar ban ke na chamkaa 'afzal'
kitne dariyaa-e-KHayaalaat kha.ngaale ham ne
Afzal Allahabadi
Ghazal
Afzal Allahabadi
Ghazal
daulat-parast hirs-o-havas ke Gulaam hai.n
iflaas kii jabii.n pe qanaa.at kii shaan hai
Syed Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
'afzal' khule.nge maa'nii-e-ash'aar kab talak
kyaa in samundaro.n me.n sadaf aur guhar nahii.n
Mohammad Afzal Khan
Ghazal
aaftaab aa ke sikhaataa hai chalan shab-bhar kaa
raat ko hotaa hai aksar guzar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mai.n KHud se duur hu.aa jaa rahaa huu.n phir 'aKHtar'
vo phir qariib se ho kar guzar gayaa hogaa