SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-e-gulzaar"
Ghazal MATCHES FOR "gul-e-gulzaar"
Ghazal
nigah-e-shauq se husn-e-gul-o-gulzaar to dekh
aa.nkhe.n khul jaa.e.ngii ye manzar-e-diidaar to dekh
Akbar Hyderabadi
Ghazal
gul-o-gulzaar guhar chaa.nd sitaare bachche
ra.ng-o-buu nuur ke paikar hai.n ye saare bachche
Farooq Engineer
Ghazal
maanaa gul-o-gulzaar pe raa'naa.ii vahii hai
manzar to badal de ki tamaashaa.ii vahii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
rang KHushbuu aur gul-o-gulzaar kii hai raushnii
merii nas nas me.n tumhaare pyaar kii hai raushnii
Rashida Maheen Malik
Ghazal
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
pa.e gul-gasht vo gul-posh jo aa.e 'gulzaar'
zindagii sabze ke maanind bichhaa dete hai.n
Gulzar Dehlvi
Ghazal
rashk-e-gulzaar-e-iram arz-e-vatan jab hogii
apne begaane base.n sumbul-o-raihaa.n ho kar
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
phuul aage na mire to.D zaraa ai gulchii.n
kah tuu sair-e-gul-o-gulzaar karuu.n yaa na karuu.n
Shuoor Bilgrami
Ghazal
patjha.D me.n KHvaahish-e-gul-o-gulzaar be-vaj.h
tiira-shabii me.n shikva-e-anvaar be-sabab
Fakhar Lala
Ghazal
zaKHm-e-dil ko ko.ii marham bhii na raas aa.egaa
har gul-e-zaKHm me.n lazzat hai namak-daano.n kii
Gulzar Dehlvi
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
ye ra.ng-o-nuur kaa 'gulzaar' dahr-e-faanii hai
yahii payaam milaa umr-e-muKHtasar se mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
chhaa.ii hai 'gulzaar' me.n fasl-e-KHizaa.n
phuul hai.n sab gul shamaa.il ke qariib
Gulzar Dehlvi
Ghazal
jho.nkaa ko.ii nasiim kaa 'gulzaar'-e-naaz me.n
un kaa payaam kaash sunaa.e sabaa mujhe