SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-e-gulzaar"
Nazm MATCHES FOR "gul-e-gulzaar"
Nazm
kar ke ek bar taghaful na mujhe pyar karo
hijr-e-jaanaa.n me.n tabii.at jo mukaddar hai 'jaliil'
jaa.o kuchh der ko sair-e-gul-o-gulzaar karo
Jaleel Qidwai
Nazm
dilli
barbaadiyo.n se aaj bachaa.o use rafiiq
'gulzaar'-e-hind phir se banaa.o ise rafiiq
Gulzar Dehlvi
Nazm
wajd
aur na.e rang ke gulzaar khilaa dete ho
vajd ke nuqte pe ye raqs-e-jahaa.n ruktaa hai
Humaira Gul Tishna
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
qumriyaa.n miiThe suro.n ke saaz le kar aa ga.ii.n
bulbule.n mil-jul ke aazaadii ke gun gaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dildar dekhna
jab tak nasiib thaa tiraa diidaar dekhnaa
jis samt dekhnaa, gul-o-gulzaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar qalam ka
tujh ko chalte jaanaa hai
dekh kabhii to mausam-e-gul ko
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
madam
vaj.h-e-be-ra.ngii-e-gulzaar kahuu.n yaa na kahuu.n
kaun hai kitnaa gunahgaar kahuu.n yaa na kahuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
visal
jis me.n maanind-e-gulzaar taKHliiq kaa har pahluu
tumhaaraa intizaarii rahtaa hai
Komal Raja
Nazm
zindagi
zindagii baa.is-e-aazaar bhii hai
zindagii naGma-o-gulzaar bhii hai
Brijes Talat Nizamii
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek baat
aur har gosha-e-gulzaar me.n sannaaTaa hai
kisii siine me.n magar ek fuGaa.n to hogii