SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-e-tar"
Ghazal MATCHES FOR "gul-e-tar"
Ghazal
gul dekhnaa to chashm-e-gul-e-tar bhii dekhnaa
shabnam ne jo piro.e hai.n gauhar bhii dekhnaa
Zaigham Hameedi
Ghazal
ai rashk-e-gul-e-tar tuu kabhii dekh idhar bhii
kaafii hai mire dil pe tirii ek nazar bhii
Rahbar Jadeed
Ghazal
Tarab Siddiqi
Ghazal
vo kabhii shaaKH-e-gul-e-tar kii tarah lagtaa hai
aur kabhii dashna-o-KHanjar kii tarah lagtaa hai
Bashir Farooq
Ghazal
bujhaa bujhaa saa gul-e-tar dikhaa.ii detaa hai
'ajiib shahr kaa manzar dikhaa.ii detaa hai
Parvez Anjum
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
Jawed Manzar
Ghazal
KHizaa.n kii zad me.n gul-e-tar hai kyaa kiyaa jaa.e
yahii chaman kaa muqaddar hai kyaa kiyaa jaa.e
Fakhir Jalalpuri
Ghazal
gulzaar me.n ye kahtii hai bulbul gul-e-tar se
dekhe ko.ii ma.ashuuq ko aashiq kii nazar se
Nooh Narvi
Ghazal
dekhiye us ko to har baat gul-e-tar kii tarah
baat kiije to vahii shaKHs hai patthar kii tarah
Khalid Yusuf
Ghazal
vo KHvaab saa paikar hai gul-e-tar kii tarah hai
aa.nkho.n me.n ga.ii shaam ke manzar kii tarah hai
Ahmad Ziya
Ghazal
uljhe kaa.nTo.n se ki khele gul-e-tar se pahle
fikr ye hai ki sabaa aa.e kidhar se pahle
Ali Sardar Jafri
Ghazal
murjhaa.e hu.e phir gul-e-tar dekh rahii huu.n
naa-qadrii-e-arbaab-e-hunar dekh rahii huu.n
Aziz Badayuni
Ghazal
KHaar hai KHaar na gul hai gul-e-tar kii suurat
andaliibaan-e-chaman kyaa hai ye ghar kii suurat
Azeez Baghravi
Ghazal
jin ke liye kha.Daa huu.n gul-e-tar liye hu.e
vo muntazir hai.n haath me.n patthar liye hu.e
Aziqur Rahman Sarim
Ghazal
mujh pe dahliiz se phe.nkaa hai gul-e-tar kis ne
mere allaah jagaayaa hai muqaddar kis ne
Aziqur Rahman Sarim
Ghazal
jaan-e-gulshan jo hu.e vo gul-e-tar dekhe hai.n
ham ne mausam ke hasii.n rang kidhar dekhe hai.n