SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-haa-e-husn-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "gul-haa-e-husn-e-yaar"
Ghazal
gul-haa-e-husn-e-yaar me.n daaman-kash-e-nazar
mai.n ab hariis-e-gulshan-e-jannat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
KHud-nigar the aur mahv-e-diid-e-husn-e-yaar the
ham ki apne ruu-ba-ruu shiisha kii ik diivaar the
Razi Mujtaba
Ghazal
nazar me.n shaa.iba-e-husn-e-yaar aa jaa.e
jidhar nigaah uThaa duu.n bahaar aa jaa.e
Qadeer Piyarepuri
Ghazal
mirii nigaah kahaa.n diid-e-husn-e-yaar kahaa.n
ho e'tibaar to phir taab-e-intizaar kahaa.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
taariif-e-husn-e-yaar kare.n kis zabaa.n se ham
lafzo.n me.n itnaa hausla laa.e.n kahaa.n se ham
Sahib Ahmedabadi
Ghazal
Gam-e-hayaat bhii aaGosh-e-husn-e-yaar me.n hai
ye vo KHizaa.n hai jo Duubii hu.ii bahaar me.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
ishq ke afsaane kyaa hai.n sharh-e-husn-e-yaar hai
aa.ine go muKHtalif hai.n ek hii diidaar hai
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ra.ng-o-raamish zamzame gul-haa-e-tar hote hu.e
dil akelaa aur itne ham-safar hote hu.e
Khalid Mahmood
Ghazal
ha.ns diye zaKHm-e-jigar jaise ki gul-haa-e-bahaar
mujh pe maa.il hai bahut nargis-e-shahlaa-e-bahaar
Suhail Kakorvi
Ghazal
dekhaa jo husn-e-yaar tabii.at machal ga.ii
aa.nkho.n kaa thaa qusuur chhurii dil pe chal ga.ii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
shaa.ir ko husn-e-yaar kaa darshan bhii chaahiye
darshan ke saath yaar kaa daaman bhii chaahiye
Momin Hindi
Ghazal
shabaab ho ki na ho husn-e-yaar baaqii hai
yahaa.n ko.ii bhii ho mausam bahaar baaqii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vo dilkashii tirii kyaa husn-e-yaar baaqii hai
shabaab baaqii na us kaa KHumaar baaqii hai