SEARCH RESULTS
Showing search results for "guldaan-e-siyaasat"
Ghazal MATCHES FOR "guldaan-e-siyaasat"
Ghazal
ahl-e-daanish hu.e arbaab-e-siyaasat ke muriid
aisii pastii pe mire dil me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
nahii.n shaa'ir siyaasat-daa.n hai is ko
shu'uur-e-baada-o-saaGar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
gard u.Daa.ii jo siyaasat ne vo aaKHir dhul ga.ii
ahl-e-dil kii KHaak me.n bhii zindagii paa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
maa'luum to ho Gota-zan-e-bahr-e-siyaasat
taKHriib se taa'miir me.n Dhal kyo.n nahii.n sakte
Jagdish Mehta Dard
Ghazal
shariik-e-bazm-e-siyaasat hai.n kuchh bure chehre
zaraa qariib to aa.o ki raushnii kam hai
Shaad Aarfi
Ghazal
mai.n pairvi-e-ahl-e-siyaasat nahii.n kartaa
ik raasta in sab se judaa chaahiye mujh ko
Arsh Siddiqui
Ghazal
diin-o-m.aashiiyaat-o-siyaasat ke peshvaa
zehno.n me.n tiirgii to adaa.o.n me.n raushnii
Zeeshaan sajid
Ghazal
ham ne bisaat-e-ilm-o-siyaasat to jiit lii
daaman ko sii rahe hai.n magar aastii.n se ham
Dilkash Sagari
Ghazal
haqiiqato.n ko fasaano.n me.n jab se uljhaayaa
fareb-o-makr-o-siyaasat ko e.atibaar milaa
Daood Kaashmiri
Ghazal
samajh sake na vo ab tak havaa.o.n ke ruKH ko
mizaaj-e-ahl-e-siyaasat hai kyaa kiyaa jaa.e
Bismil Aazmi
Ghazal
vaa.n e'timaad-e-mashq-e-siyaasat kii had na thii
yaa.n e'tibaar-e-naala-e-dil be-hisaab thaa
Varis Kirmani
Ghazal
halqa-e-daam-e-siyaasat KHam-e-gesuu-e-butaa.n
har taraf daam bichhaa dil kii giraftaarii kaa
Mani Nagpuri
Ghazal
ye kabhii kabhii inaayat hai ba-manzil-e-siyaasat
ki jafaa.e.n sahne vaalaa kahii.n ho na jaa.e aadii
Amir Usmani
Ghazal
miltii na charaa-gaah-e-siyaasat me.n agar ghaas
maidaan-e-zaraafat me.n tuu chartaa ko.ii din aur
Hashim Azimabadi
Ghazal
silsila-haa-e-siyaasat hai.n salaasil to.D de
but taraashe hai.n ye sab tuu ne hii jaahil to.D de