SEARCH RESULTS
Showing search results for "guldaan-e-siyaasat"
Nazm MATCHES FOR "guldaan-e-siyaasat"
Nazm
fareb
apne guldaan-e-siyaasat me.n lagaa lo in ko
apnii sad-saala tamannaa.o.n kaa haasil hai yahii
Ali Sardar Jafri
Nazm
ek darKHwast
ai KHudaavandaan-e-aivaan-e-aqaa.ed
ai hunar-mandaan-e-aa.iin-o-siyaasat
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
tuu agar ko.ii mudabbir hai to sun merii sadaa
hai dilerii dast-e-arbaab-e-siyaasat kaa asaa
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-ghaalib
jis ahd-e-siyaasat ne ye zinda zabaa.n kuchlii
us ahd-e-siyaasat ko marhuum kaa Gam kyuu.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
paris
vahshat-e-daur-e-siyaasat pe hu.aa kartii thii bahas
aur qalam ha.nste hu.e zaaviye ban jaate the
Atif tauqeer
Nazm
KHanjar talash karta hai
faqiih-e-shahr sanam-KHaana-e-siyaasat me.n
siraat-e-diin kaa rahbar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
nazr-e-iqbaal
tamaam duniyaa ke nazm-haa-e-siyaasat
tamaam duniyaa ke nuqta-haa-e-nazar
Firoza Yasmeen
Nazm
lokmanya-tilak
mard-e-maidaan-e-siyaasat baal-gangaa-dhar-tilak
baa-muravvat baa-mohabbat baal-gangaa-dhar-tilak
Bismil Allahabadi
Nazm
mehman-e-KHosusi
vo charaa-gaah-e-siyaasat ho ki maidaan-e-adab
tauq-e-zarrii.n hai vahii aur vahii gardan-e-KHar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ek sitara aadarsh ka
kaahino.n kii phuu.nk
haamaano.n kii tadbiir-e-siyaasat me.n zahr-e-halaahil
Shafiq Fatima Shera
Nazm
jila
aivaano.n me.n sar jo.De baiThe ahl-e-siyaasat
kisii natiije par nahii.n pahu.nch paate
Injila Hamesh
Nazm
bint-e-himala
aadamiyyat kaa sulagtaa hai havaa.o.n me.n suhaag
aaj hai saaz-e-siyaasat kaa bhayaanak saa raag
Parvez Shahidi
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
ham apne zamiiro.n kii tijaarat me.n pa.De hai.n
kaasa liye baazaar-e-siyaasat me.n kha.De hai.n
Tariq Qamar
Nazm
ittihadi
na ham hai.n ahl-e-siyaasat na ham fasaadii hai.n
husain vaale hai.n ham log ittihaadii hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
aaKHiri shab
apnii taKHriib ke aadam ko dikhaa.e jauhar
aur phir ahl-e-siyaasat ke hai.n ehsaan bahut
Naim Siddiqi
Nazm
zaban se nafrat kyun
riyaa kaa zikr bayaan-e-takallufaat nahii.n
zabaan ahl-e-siyaasat ke bas kii baat nahii.n