SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumbad"
Ghazal MATCHES FOR "gumbad"
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-garduu.n ko to.D sakte hai.n
zujaaj kii ye imaarat hai sa.ng-e-KHaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
tamaam umr jo nikle na the havelii se
vo ek gumbad-e-be-dar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
gumbad kaa kyaa qusuur use kyuu.n kaho buraa
aayaa jidhar se tair udhar hii palaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
vo maqaamaat-e-muqaddas vo tire gumbad o qaus
aur miraa aise nishaanaat kaa zaa.er honaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
garduu.n ko bhii ab dekh ke hotii hai tasallii
Gurbat me.n yahii ek shanaasaa nazar aayaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
dekh rah jaa.e na tuu KHvaahish ke gumbad me.n asiir
ghar banaataa hai to sab se pahle darvaaza lagaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
aaho.n se TuuTtaa nahii.n ye gumbad-e-siyaah
ab sa.ng-e-aaftaab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Ghazal
jab jhuum ke miinaa ko uThaataa huu.n ghaTaa me.n
hiltaa hai sar-e-gumbad-e-miinaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
jahaa.n me.n chaahiye aivaan o qasr shaaho.n ko
ye ek gumbad-e-garduu.n hai bas gadaa ke liye
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
parinde aa.e to gumbad pe baiTh jaa.e.nge
nahii.n shajar kii zaruurat mazaar hote hu.e
Afzal Khan
Ghazal
sar-barahna hai.n anaa gumbad jo the
aa.ndhiyo.n se sau ko bhar detaa hai ishq
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
apnii sadaa kii guu.nj hii tujh ko Daraa na de
ai dil tilism-e-gumbad-e-shab me.n sadaa na de
Aslam Ansari
Ghazal
ba.ad-e-fanaa bhii saaf nahii.n dil raqiib se
gumbad kha.Daa hu.aa hai lahad par Gubaar kaa