SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumbad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gumbad"
Sher
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gumbad"
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-garduu.n ko to.D sakte hai.n
zujaaj kii ye imaarat hai sa.ng-e-KHaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
tamaam umr jo nikle na the havelii se
vo ek gumbad-e-be-dar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
ye gumbad-e-aflaak ye KHaamosh fazaa.e.n
ye koh ye sahraa ye samundar ye havaa.e.n
Allama Iqbal
Ghazal
gumbad kaa kyaa qusuur use kyuu.n kaho buraa
aayaa jidhar se tair udhar hii palaT gayaa
Shakeb Jalali
Nazm
ek aur raat
kaa.nch kaa niilaa saa gumbad hai u.Daa jaataa hai
KHaalii KHaalii ko.ii bajraa saa bahaa jaataa hai
Gulzar
Naat
Iqbal Azeem
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Naat
kabhii jo gumbad-e-KHazraa kii yaad aa.ii hai
ba.Daa sukuun milaa hai ba.Daa qaraar aayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Mirza Ghalib
Naat
pur-nuur sii raahe.n hai.n gumbad pe nigaahe.n hai.n
jalve bhii anokhe hai.n manzar bhii suhaanaa hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Nazm
taj-mahal
ye dha.Daktaa hu.aa gumbad me.n dil-e-shaahjahaa.n
ye dar-o-baam pe ha.nstaa hu.aa malika kaa shabaab




