SEARCH RESULTS
Showing search results for "guncha"
Ghazal MATCHES FOR "guncha"
Ghazal
sub.h-dam chho.D gayaa nik.hat-e-gul kii suurat
raat ko Guncha-e-dil me.n simaT aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Guncha-e-gul ko vo muTThii me.n liye aate the
mai.n ne puuchhaa to kiyaa mujh se bahaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
naGma kisii ne saaz pe chhe.Daa to ro diye
Guncha kisii ne shaaKH se to.Daa to ro diye
Saghar Siddiqui
Ghazal
Guncha phir lagaa khilne aaj ham ne apnaa dil
KHuu.n kiyaa hu.aa dekhaa gum kiyaa hu.aa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
miraa Guncha-e-dil hai vo dil girafta
ki jis ko kisuu ne kabhuu vaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hasrat hai ko.ii Guncha hame.n pyaar se dekhe
armaa.n hai ko.ii phuul hame.n dil se pukaare
Habib Jalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
inqalaab aayaa na jaane ye chaman me.n kaisaa
Guncha-o-gul mujhe talvaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
shabnamii sub.h me.n maahaul ko mahkaate hai.n
Guncha-o-gul kii tarah hai.n ye nikharte aa.nsuu
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
mire vajuud kaa sahraa hai muntazir kab se
kabhii to aa jaras-e-Guncha kii sadaa kii tarah